Teri Stuti Mein Karu (तेरी स्तुति मैं करूँ) - English/Hindi

Teri Stuti Mein Karu (तेरी स्तुति मैं करूँ) - English

“Teri Stuti Mein Karu (तेरी स्तुति मैं करूँ)” is a Hindi worship song of praising and worshipping God with all our heart, His name on every breath. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Pastor Saudan Bhaya

D
Teri stuti mein karu
  A
Aaradhna karu
    G A     D
Dil se--dil se
     Bm                G
Meri saanson mein tera naam rahe
     Bm                G
Meri saanson mein tera naam rahe
       A             D
Aye prabhu tu hi tu--uu

       D            Bm
Jahaan meri nazar jaye
       Em       A
Waha teri stuti ho 
      Bm            G    F#m
Saari duniya ka rakhwala tu
      Bm            G    F#m
Saari duniya ka rakhwala tu
     A               D
Ye yeshu tu hi tu prabhu

Teri stuti mein karu...

Khushi aur gam mein saath ho tera
Prarambh aur anth mein naam ho tera
Mere jeevan ka sahaara tu
Mere jeevan ka sahaara tu
Aye prabhu tu hi tu prabhu

Teri stuti mein karu...

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Teri Stuti Mein Karu (तेरी स्तुति मैं करूँ) - Hindi

Please Rate Teri Stuti Mein Karu (तेरी स्तुति मैं करूँ)