Tu Bade Main Ghatu
(Chorus)
Tere Naam Ke Liye Jiye Ham – 4
Tu Bade Main Ghatu,
Mere Jeevan Se Mahima Tujhe Mile – 2
(1)
Stutiyon Ke Beach Me,
Virajman Prabhu – 2
Tu Bade Main Ghatu,
Mere Jeevan Se Mahima Tujhe Mile – 2
Tu Bade Main Ghatu,
Mere Jeevan Se Mahima Tujhe Mile – 2
(2)
Yeshu Naam Me Hai Changai,
Yeshu Naam Me Hai Rihai – 2
Yeshu Naam Me Hai Sacchai,
Yeshu Naam Me Hai Bhalai – 2
Tu Bade Main Ghatu,
Mere Jeevan Se Mahima Tujhe Mile – 2
Tu Bade Main Ghatu,
Mere Jeevan Se Mahima Tujhe Mile – 2
(3)
Tu Mera Hai, Main Tera Hu – 4
Hai Khuda, Mere Khuda – 2
Mera Jeevan , Tera Khuda – 2
Tu Bade Main Ghatu,
Mere Jeevan Se Mahima Tujhe Mile – 4