Tum Jagat Ki Jyoti Ho (तुम जगत की ज्योति हो) - English/Hindi

Tum Jagat Ki Jyoti Ho (तुम जगत की ज्योति हो) - English

“Tum Jagat Ki Jyoti Ho (तुम जगत की ज्योति हो)” is declaring we are the light of the world and salt of the earth, created for this purpose. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Unknown

E        B
Tum jagat ki jyoti ho
           A            E
Tum dharaa ke namak bhi ho

E         A           E
Tum ko paida isliye kiya
         A            E
Tumko jeevan isliye mila
        B             E
Uske marzi kar sako sadaa

Tum jagat ki...

Woh nagar jo basse shikhar par
Chhipta hi nahi, kisi ki nazar
Tumhare bhale kaam
Chamke is tarah

Tum jagat ki...

Padosi se prem, tumne suna hai
Dushman se prem mera kehna hai
Tabhi tum santaan
Parmeshwar samaan

Tum jagat ki...

Aankh ke badle aankh, burai ka samna hai
Fero duusra gaal sahlo sab anyaay
Aisa jeevan hi
Pita ko bhaata hai

Tum jagat ki...

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Tum Jagat Ki Jyoti Ho (तुम जगत की ज्योति हो) - Hindi

Please Rate Tum Jagat Ki Jyoti Ho (तुम जगत की ज्योति हो)