uncha rahe tera hi naam
pavitra hai tu mere prabhu (2)
aradhana aradhana aradhana
har pal ho aradhana
pita teri hi yeshu teri hi aradhana
yahova raapha tu changa karta hai
meri durbaltaon ko door karta hai
yahova nissi tu vijayi deta hai
shatruon ko mere tu harata hai (2)
uncha rahe tera hi naam
pavitra hai tu mere prabhu (2)
aradhana aradhana aradhana
har pal ho aradhana
pita teri hi yeshu teri hi aradhana
yahova shalom tu shanti deta hai
meie chintaon ko door karta hai
yahova shammah tu sang sang chalata hai
mujhe girane se tu bachata hai (2)
uncha rahe tera hi naam
pavitra hai tu mere prabhu (2)
aradhana aradhana aradhana
har pal ho aradhana
pita teri hi yeshu teri hi aaradhna – 3
Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]