Vo Hi Yogya Hai (वह ही योग्य है) - English/Hindi

Vo Hi Yogya Hai (वह ही योग्य है) - English

“Vo Hi Yogya Hai (वह ही योग्य है)” is a Hindi worship song by Neelkanth Digal, calling us to bow down adorned in holiness, in spirit and in truth. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Neelkanth Digal

Ebm          B
Pavitrata se shobhayman hokar
Db                Ebm  Bbm
Aao hum dandwat kare
Ebm          B
Aatma se aur sachaai se
Db                Ebm
Yeshu ko dhanya kahen

Ebm          B              Db
Uski stuti yuganuyug hoti rahe
Ebm           B              Db
Uski mahima yuganuyug hoti rahe
 
      Ebm
Vo hi yogya hai stuti ke
      B
Vo hi yogya hai mahima ke
      Abm         
Vo hi yogya hai aadar ke
      Ebm
Vo hi yogya hai taarif ke 

Ebm
Purab se pashchim tak
B
Uttar se dakshin tak
Abm                    Ebm
Yeshu naam hi stuti ke yogya
Sare mandal mein 
     B
Uski stuti hoti hai
Abm                    Ebm
Yeshu naam mein hi sab jhukte hai

Uski stuti yuganuyug hoti rahe
Uski mahima yuganuyug hoti rahe

Vo hi yogya hai stuti ke
Vo hi yogya hai mahima ke
Vo hi yogya hai aadar ke
Vo hi yogya hai taarif ke

Yeshu ko chhod kar koi prabhu nahi hai
Yeshu naam mein hi uddhar hai
Vo hi Prabhu hai vah hi Raja hai
Vo hi jeevit hai hamesha ke liye

Uski stuti yuganuyug hoti rahe
Uski mahima yuganuyug hoti rahe

Vo hi yogya hai stuti ke
Vo hi yogya hai mahima ke
Vo hi yogya hai aadar ke
Vo hi yogya hai taarif ke

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Vo Hi Yogya Hai (वह ही योग्य है) - Hindi

Please Rate Vo Hi Yogya Hai (वह ही योग्य है)