Wadah – ‎Faraz Nayyer & ‎Sam Nayyer | Urdu Christmas Carol - English/Hindi

Wadah – ‎Faraz Nayyer & ‎Sam Nayyer | Urdu Christmas Carol in English

 

Tuney pura kiya apna wadah Khuda
Apna iklota Beta hume baksh dia
Tuney pyar kiya uski ki inteha
Beta humko dia kiya khud se juda
Tuney pura kiya apna wadah Khuda

Hai Pedaish Maseeha ajab haan Teri
Paak daaman kanwari bani Maa Teri
Sakht sardi k Din aur jagah Bhi nahi
Ik tabeley ma paida hua baadshah
Tuney pura kiya apna wadah Khuda

Usky kaandhey pe ha ye saari saltanat
Aur usee hi ki ha ye saari abdiyat
Yesu shahzada ha amn-o-araam ka
Wohi sbko rakhega salamat sada
Tuney pura kiya apna wadah Khuda

Alfa Omega Ibteda Inteha
Wohi Awal aur Akhir Wohi ha Khuda
Aao sajda Karain usi k charnon ma
Wo najaat dahinda wohi rehnuma

Tuney pura kiya apna wadah Khuda
Apna iklota Beta hume baksh dia
Tuney pyar kiya uski ki inteha
Beta humko dia kiya khud se juda
Tuney pura kiya apna wadah Khuda

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]
Wadah – ‎Faraz Nayyer & ‎Sam Nayyer | Urdu Christmas Carol in Hindi
Picture of Editorial Team

Editorial Team

We believe in the transformative power of worship to bring people closer to God, and our mission is to create songs and share messages that lift Jesus high and touch hearts across the world.

Download Our New App for Chords & Lyrics

X
Scroll to Top