“Woh Muktidata Hai Lyrics” is a Hindi worship song declaring Jesus is our Savior and giver of peace, creator of heaven and earth. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.
<div class="entry-content">
<h3>Woh Muktidata Hai</h3>
Woh Muktidata Hai, Woh Shantidata Hai,
Yeshu, Yeshu, Yeshu Hai Uska Naam
(1)
Jisne Banaya Hai Dharti Aasman,
Woh Jag Mein Aaya Hai Banke Insaan – 2
Chorus
Woh Muktidata Hai, Woh Shantidata Hai – 2
Yeshu Hai Uska Naam Naam Naam Naam Naam Naam
Sare Jag Ko Sunayenge Hum,
Khushiyon Ka Ye Paigam,
Sabse Uncha Hai Woh Naam,
Bolo Naam Naam Naam Yeshu Naam – 2
(2)
Neele Gagan Ka Woh Taraa,
Karta Wo Yahi Isaara,
Bethlehem Ke Chhoti Nagar Mein,
Janma Hai Taranhara – 2
Chorus
Woh Muktidata Hai, Woh Shantidata Hai – 2
Yeshu Hai Uska Naam Naam Naam Naam Naam Naam
Sare Jag Ko Sunayenge Hum,
Khushiyon Ka Ye Paigam,
Sabse Uncha Hai Woh Naam,
Bolo Naam Naam Naam Yeshu Naam – 2
(3)
Farishte Ne Mariyam Se Bola,
Tujhse Ek Putra Janmega,
Woh Paap Hatakar Shraap Mitakar,
Naya Jeevan Sabko Dega – 2
Chorus
Woh Muktidata Hai, Woh Shantidata Hai – 2
Yeshu Hai Uska Naam Naam Naam Naam Naam Naam
Sare Jag Ko Sunayenge Hum,
Khushiyon Ka Ye Paigam,
Sabse Uncha Hai Woh Naam,
Bolo Naam Naam Naam Yeshu Naam – 2
(1)
Jisne Banaya Hai Dharti Aasman,
Woh Jag Mein Aaya Hai Banke Insaan – 2
Chorus
Woh Muktidata Hai, Woh Shantidata Hai – 2
Yeshu Hai Uska Naam Naam Naam Naam Naam Naam
Sare Jag Ko Sunayenge Hum,
Khushiyon Ka Ye Paigam,
Sabse Uncha Hai Woh Naam,
Bolo Naam Naam Naam Yeshu Naam – 2
</div>
Explore more worship songs in our lyrics collections.