Yeshu Aane Wala Hai Lyrics - English/Hindi

Yeshu Aane Wala Hai Lyrics - English

“Yeshu Aane Wala Hai Lyrics” is a Hindi worship song anticipating the return of Jesus, our Savior, King of Kings, and Redeemer. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.

<div class="entry-content">
<h3>Yeshu Aane Wala Hai</h3>
(Chorus)
Aane Wala Hai,
Yeshu Aane Wala Hai – 2
Mujhko Bachane Wala,
Tujhko Bachane Wala – 2

Sabko Bachane Wala,
Ab Aane Wala Hai

Aane Wala Hai,
Yeshu Aane Wala Hai – 2

(1)
Wo Hai Mera Muktidata,
Wo Hai Mera Shantidata,
Jeevan Ko Apne Jo Diya,
Papo Se Humko Bachaya – 2

Wahi Mera Uddhar Hai,
Wahi Mera Aadhar – 2

Sabko Bachane Wala,
Ab Aane Wala Hai

Aane Wala Hai,
Yeshu Aane Wala Hai – 2

(2)
Rajao Ka Hai Wo Raja,
Hum Logo Ka Hai Masiha,
Fir Se Wo Aata Hai Dekho,
Le Jayega Apne Paas

Wahi Mera Yaar Hai,
Wahi Mera Palanhaar – 2

Sab Ko Le Jane Wala,
Ab Aane Wala Hai

Aane Wala Hai,
Yeshu Aane Wala Hai – 2

Aane Wala Hai,
Yeshu Aane Wala Hai – 2

</div>

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 1 Average: 5]

Yeshu Aane Wala Hai Lyrics - Hindi

यीशु आने वाला है

(कोरस)
आने वाला है,
यीशु आने वाला है – 2
मुझको बचाने वाला,
तुझको बचाने वाला है – 2

सबको बचाने वाला,
अब आने वाला है

आने वाला है,
यीशु आने वाला है – 2

(1)
वो है मेरा मुक्तिदाता,
वो है मेरा शांतिदाता – 2
जीवन को अपने जो दिया,
पापों से हमको बचाया – 2

वही मेरा उद्धार है,
वही मेरा आधार – 2

सबको बचाने वाला,
अब आने वाला है

आने वाला है,
यीशु आने वाला है – 2

(2)
राजाओं का है वो राजा,
हम लोगों का है मसीहा,
फिर से वो आता है देखो,
ले जाएगा अपने पास – 2

वही मेरा यार है,
वही मेरा पालनहार – 2

सब को ले जाने वाला,
अब आने वाला है

आने वाला है,
यीशु आने वाला है – 2

आने वाला है,
यीशु आने वाला है – 2

Please Rate Yeshu Aane Wala Hai Lyrics