Yeshu Hai Sachcha Gadariya
(Chorus)
Yeshu Hai Sachcha Gadariya,
Ham Uski Bhede Hai,
Hari Charaiyon Mein,
Hame Charata Hai – 2
Halleluyyah Amen,
Halleluyyah Amen – 2
(1)
Wadi Pahadi Mein Le Chalta Hai,
Jahan Par Sukhdai Jharne Behte Hai – 2
Yeshu Hai Sachcha Gadariya,
Ham Uski Bhede Hai,
Hari Charaiyon Mein,
Hame Charata Hai – 2
Halleluyyah Amen,
Halleluyyah Amen – 2
(2)
Sankat Mein Meri Raksha Wo Karta Hai,
Shaitan Ke Hantho Se Hame Chudata Hai – 2
Yeshu Hai Sachcha Gadariya,
Ham Uski Bhede Hai,
Hari Charaiyon Mein,
Hame Charata Hai – 2
Halleluyyah Amen,
Halleluyyah Amen – 2
(3)
Hamko Kisi Ka Ab To Dar Nahi Hai,
Kyoki Yeshu Jo Mera Santhi Hai – 2
Yeshu Hai Sachcha Gadariya,
Ham Uski Bhede Hai,
Hari Charaiyon Mein,
Hame Charata Hai – 2
Halleluyyah Amen,
Halleluyyah Amen – 4