“Yeshu Masiha Lyrics by Jaago Music” is a Hindi worship song by Jaago Music celebrating the birth of Christ in Bethlehem, born to take away sin and lead us to the Father. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.

Verse 1

Daaud ki nagri mein janma ek balak
Charni mein aaya jag ka uddharak (x2)

Pre Chorus

Aaya duniya mein paap mitane
Raah dikhane Pita se milane (x2)

Chorus

Yeshu Masiha, Yeshu Masiha
Yeshu Masiha ki jai jai ho.
Humko bachane aaya jagat mein
Yeshu Masiha ki jai jai ho.

Verse 2

Mahima ko chhod dharti pe aaya
Prem Pita ka jagat ko dikhaya (x2)

Pre Chorus

Aaya duniya mein paap mitane
Raah dikhane Pita se milane (x2)

Chorus

Yeshu Masiha, Yeshu Masiha
Yeshu Masiha ki jai jai ho.
Humko bachane aaya jagat mein
Yeshu Masiha ki jai jai ho.

Bridge

Chamka ek tara, aasha le aaya
Jeevan mein raah dikhane Masiha aaya

Pre Chorus

Aaya duniya mein paap mitane
Raah dikhane Pita se milane (x2)

Chorus

Yeshu Masiha, Yeshu Masiha
Yeshu Masiha ki jai jai ho.
Humko bachane aaya jagat mein
Yeshu Masiha ki jai jai ho.
Explore more worship songs in our lyrics collections.