Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho Lyrics - English/Hindi

Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho Lyrics - English

“Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho Lyrics” is a Hindi worship song praising the healing power of Jesus’ name, King of Kings and Lord of Lords. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.

<div class="entry-content">
<h3>Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho</h3>
Chorus
Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho – 4
Uske Maar Khane Se Main Changa Hua,
Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho

Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho – 4
Uske Kode Khane Se Main Changa Hua,
Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho

Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho – 4
Uske Jee Uthne Se Main Changa Hua,
Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho

(1)
Wo Rajao Ka Raja Hai,
Wo Prabhuo Ka Prabhu Hai – 2
Uski Stuti Karne Se Main Changa Hua,
Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho

(2)
Mera Naam Wo Jaanta Hai,
Pyar Se Bulata Hai – 2
Uske Paas Aane Se Main Changa Hua,
Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho

Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho – 4
Uske Maar Khane Se Mai Changa Hua,
Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho

</div>

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho Lyrics - Hindi

यीशु नाम की जय जय हो

(कोरस)
यीशु नाम की जय जय हो – 4
उसके मार खाने से मैं चंगा हुआ,
यीशु नाम की जय जय हो

यीशु नाम की जय जय हो – 4
उसके कोड़े खाने से मैं चंगा हुआ,
यीशु नाम की जय जय हो

यीशु नाम की जय जय हो – 4
उसके जी उठने से मैं चंगा हुआ,
यीशु नाम की जय जय हो

(1)
ओ राजाओं का राजा है,
ओ प्रभुओं का प्रभु हैं – 2
उसकी स्तुति करने से मैं चंगा हुआ,
यीशु नाम की जय जय हो

(2)
मेरा नाम ओ जानता है,
प्यार से बुलाता है – 2
उसके पास आने से मैं चंगा हुआ,
यीशु नाम की जय जय हो

यीशु नाम की जय जय हो – 4
उसके मार खाने से मैं चंगा हुआ,
यीशु नाम की जय जय हो

Please Rate Yeshu Naam Ki Jai Jai Ho Lyrics